Shri Mahalakshmi Chalisa ( Laxmi Chalisa In English Lyrics ) – Shri Lakshmi Mata is considered the goddess of wealth, wealth and prosperity. One who recites Shree Lakshmi Chalisa on Thursday with a pure heart gets the blessings of Goddess Lakshmi.
Those who are going through a financial crisis should regularly perform Maa Lakshmi Puja and Chalisa. If you don’t have Sri Mahalakshmi Chalisa ( Laxmi Chalisa In English Lyrics ) and want to recite Sri Laxmi Chalisa ( Laxmi Chalisa In English Lyrics ), then you have come to the right place. Today in this article you will be given complete Mahalakshmi Chalisa lyrics. So let’s begin.
Laxmi Chalisa In English Lyrics – Doha
||Dohaa|| Matu lakshmi kari kripa, karo hridaya me vas manokamna sidh kare purvahu meri aas ||Sourtha|| Yahi more ardas hath jor vinti karon Sabvidhi karo suyas jaya jnani jagdambika
Laxmi Chalisa In English Lyrics – Choupai
||Choupayi|| Sindu suta main sumro tohi, gyan budhi vidya do mohi Tum saman koi nahi upkari, sab vidhi purbahu aas hamari Jai jai jagat janani jagadamba, sabake tumahi ho avalamba Tuma hi ho sab ghat ghat ke vasi, vinati yahi hamari khasi Jag janani jaya sindhu kumari, dinan ki tum ho hitakari Vinavaun nitya tumahin maharani, kripa karau jaga janani bhavani Kehi vidhi stuti karaun tihari, sudhi lijai aparadh bisari Kripa drishti chitavo mam ori, jagata janani vinati sun mori Gyan buddhi jaya sukh ki data, sankat haro hamari mata Kshira sindhu jab vishnu mathayo, chaudah ratna sindhu men payo Chaudaha ratna men tum sukharasi, seva kiyo prabu ban dasi Jab jab janma jahan prabhu linha, rup badal tahan seva kinha Svayan Vishnu jaba Nara tanu dhara, linheu avadhapuri avatara Tab tum prakat janakapur mahin, seva kiyo hridaya pulakahin Apanayo tohi antaryami, vishva vidit tribhuvan ki svami Tum sab prabal shakti nahin ani, kahan tak mahima kahaun bakhani Man kram vachan karai sevakai, manichhita phal pai Taji chala kapat aur chaturai, puujahin vividh bhanti man lai Aur hal main kahaun bujhai, jo yah path kare man lai Tako koi kasht na hoi, man ichhita pavai phala soi Trahi trahi jaya duhkh nivarini, trividh tap bhav bandhan harini Jo yah chalisa padhe padhave, dhyan lagakar sune sunavai Tako koi na rog satavai, putra adi dhan sampatti pavai Putrhin aru sampatti hina, andha badhir kodhi ati dina Vipra bolaya kai path karavai, shanka dil men kabhi na lavai Path karavai din chalisa, ta par kripa karain gaurisa Sukh sampatti bahut si pavai, kami nahin kahuu ki avai Barah maa karai jo puja ,tehi sam dhany aua nahin duja Pratidin karai man mahin, uan sam koi jag men kahu nahin Bahu vidhi kya main karaun badai, leya pariksha dhyana lagai Kari vishvas karain vrat nema, hoy siddha upajai ura prema Jya jaya jaya lakshmi maharani, sab men vyapita ho gun khani Tumharo tej prabal jag mahin, tum sam kou dayal kahuun nahin Mohi anath ki sudhi ab lijai, sankat kati bhakti mohi dije Bhul chuk kari kshama hamari, darshana dijai dasha nihari Bin darashan vyakul adhikari, tumahin akshat dukh sahate bhari Nahin mohin gyan buddhi hai tan men, sab janat ho apane man men Rup chaturbhuj karake dharan, kasht mor ab karahu nivaran Kehi prakar main karaun badai, gyan buddhi mohin nahin adhikai.
Laxmi Chalisa In English Lyrics – Doha
||Dohaa|| Trahi trahi dhukh harini, haro bhegi sab tras | Jayati jayati jay laxmi, karo dushman ka nash || Ramdas dhari dyan nit, vinay karat kar jor | Matu laxmi das par, karhu daya ki kor ||
[Free Download] Laxmi Chalisa In English Lyrics PDF
Lakshmi Chalisa PDF in English is provided for your convenience. You can print it or read it offline by clicking the download button below. Especially Thursdays are dedicated to Goddess Lakshmi. So on this special day (Thursday Special), it is very auspicious to read Lakshmi Chalisa on Thursday or Lakshmi. Lakshmi Chalisa should be recited every Thursday after Lakshmi Puja at home. Click on the download button for Lakshmi Chalisa PDF.
- Read more – Laxmi Chalisa In English Lyrics PDF
- 108 Names Of Lakshmi In English PDF
- Laxmi Aarti Lyrics – Om jai lakshmi Mata PDF [FREE Download]
Shree Lakshmi Chalisa Song Video | Anuradha Paudwal
Conclusion – Hope you benefited from today’s post ( Laxmi Chalisa In English Lyrics ). May all the troubles of your life be removed by the grace of Shri Lakshmi Mata. If you worship Shri Mahalakshmi according to the rules, then your life becomes filled with happiness, peace, and prosperity, and all your wishes are fulfilled. If you benefited from this article, encourage us by leaving a comment.
Click below for more religious information
Read More
- Rath Yatra 2025 Kab Hai | रथ यात्रा २०२५
- Nil Sasthi 2025 | নীল ষষ্ঠী ২০২৫ কবে – নীল ষষ্ঠীর ব্রতকথা
- সম্পূর্ণ সরস্বতী পূজা পদ্ধতি । Saraswati Puja Paddhati In Bengali PDF
- Saraswati Puja 2025 Date | সরস্বতী পূজা 2025 কবে | সরস্বতী পূজা পদ্ধতি PDF
- Navgrah Chalisa Lyrics In English PDF
- Navgrah Chalisa In Hindi PDF | नवग्रह चालीसा हिन्दी में पढ़ें
- Shukrawar Santoshi Mata Vrat & Katha – माँ संतोषी व्रत और कथा
- Sita Ram Sita Ram Bhajan Lyrics Hindi | सीता राम सीता राम भजन लिरिक्स हिंदी
- रामायण चौपाई | Ramayan Choupai In Hindi
- Hanuman Bhajan Lyrics In Hindi | हनुमान भजन लिरिक्स – बाल समय रवि भक्ष लियो
- Ekmukhi Hanuman Kavacham In Hindi | एकमुखी हनुमान कवच
- नरसिंह चालीसा | Narasimha Chalisa n hindi pdf